KINNARA - JJ47 x @HasanRaheem (Prod. @Jokhay )
2023 · पॉप · पॉप
KINNARA - JJ47 x @HasanRaheem (Prod. @Jokhay )
KINNARA - JJ47 x @HasanRaheem (Prod. @Jokhay )
2023
3m
पॉप
#JJ47 #HasanRaheem #Jokhay #kinnara Produced By: @Jokhay Written/Performed by @ThisisJJ47 & @HasanRaheem Mix/Master: Jokhay Artwork & Visuals: Uzair Mirzaa ( https://www.instagram.com/uzairmirzaa_/ ) Lyrics: Verse 1 Ajj phir Tere naam aik aur raat ki Aur kitney maaino maine tujhse baat ki Main kabhi kabhi betha yuhi sochta hun tumhe jo pasand woh safai mere hath ki Ya phir maqsad, plans hi koi aur hain got everything on us phir bhi bore hain hum dartey hain, ya hum sure hain hum dono jhotey! dono chor hain Dil main khalish, kesay rasto pe nikley Tapti duphair Jesi garmi bhi June ki saya bano mere sehan main makan ka Dekho misaalien bhi mere junoon ki Tumsey mukhatib to sbsey kinara Tum hi waja jo hum bantey sawartey hain Tumhe likhtey hain, tumhe parhtay hain Suno! der hui chalo ghar chaltey hain Chorus: Kinara hi sahi Jo milta tera saye main Wo kinara hi sahi Jo milta teray saye main Verse 2 Tumhe bhi kabhi hadsey Hue Bhulkar bhi hokey jesay hafzay hue Hum kyun aur kiskey ajj sey hue Homey barey giley app sey hue Hum badley hai dekh k zamaney waqt hi Murshid, sb ko sikhata hai Ab sun key mujhe tum bhi to kehti ho K Hame likhana buht acha ata hai Hermes, loui V, Jo bhi ho plans I got cheez tujhe pata I can buy you the brands I know it’s Good to say That you on your own you got bills to pay kitney chalien ahistay Aur kesay karien aik apney rastay Hum boley yehi Khastey Hum atey baaz nahi to phir nahi do hame wastay Bridge: I know it seems complicated Atleast our love’s not jaded rehbar tu meray sapno main bhi baby we can make it All the others they’re negated Sakhti choro girl don’t fake it Joray bantey asmaano pay bhi hold on we can make it Kinara hi sahi Jo milta teray saye main Connect: JJ47 https://open.spotify.com/artist/1SlrUQlFRfExXSCkHsQgBc https://www.facebook.com/ThisIsJJ47/ https://www.instagram.com/thisisjj47/ https://www.instagram.com/Jokhaay https://twitter.com/thisisjj47 Connect: Hasan Raheem https://open.spotify.com/art